Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Book Appointment
Treatment
Ask a Question
Plan my Surgery
Health Feed
Homeopathybhawan

Homeopathybhawan

Homeopathy Doctor Clinic

446/2 C, Adarsh Nagar, New Railway Road, Near Main Bus Stand
4.7
2753ratings
3 Reviews
1 Doctor
₹ 800 at clinic
facebooktwitterlinkedin

About Clinic

Our medical care facility offers treatments from the best doctors in the field of Allergist/ Immunologist, Asthma Specialist, Cardiologist, Dermatologist, Gastroenterologist, General Physi...read more

Clinic Timing

Mon
Tue
Wed
Thu
Fri
Sat
Sun
10:00 AM - 12:00 PM
05:00 PM - 07:00 PM

Clinic Location

Clinic Images

imageviewer
imageviewer
imageviewer

Videos

PCOD - Polycystic Ovary Syndrome
PCOD - Polycystic Ovary Syndrome

Hello Viewers!

Aaj ka hamara topic hai PCOD. Aaj ke unhealthy and stressful life me ye bhut common disease hai. Aaj kal ldkiyon ko PCOD ka thoda and bhut jyada prabhav hota hai. Har mahine ek follicle ruture bahar aane ki bajaye, each follicle change into small cyst. Is trha bhut sare cyst ek peripheral me ikathe ho jate hain or PCOS me convert ho jate hain. Is se regular menstruation me problem aati hai. Ya to menstruation kam ho jate hain ya fir kbhi kbhi irregular ho jate hain.

Isme bhut sare symptoms aane pe parents sochte hain ki ye bhut bdi bimari hai or bhut bade chikitsak se iska ilaj krana pdega. Lekin ye bhut hi ek simple disease hai jise homeopathic medicines se thik kia ja skta hai. Lekin isk lia ek lambe ilaj ki jrurat hoti hai. PCOS me hormonal imbalance ko homeopathic medicines se and periods ko vapas regular kia ja skta hai or cyst formation ko roka ja skta hai. Homeopathic treatment se bina kisi side-effect ke is disease ko thik kia ja skta hai.

Medicines ke alwa diet and lifestyle me changes bhut jruri hain. Diet ke lia wheat, rice, bajra ka use kam kr den or vegetables ko jyada len. Sabziyon me jyada masale and oil ka use na kren to is s PCOD ko thik jldi hi kia ja skta hai. Lifestyle changes ke lia regular walking, exercise, regular sleep se bhi PCOD ko thik kia ja skta hai. Agar aap mujhse treatment krna chahte hain to Sohna Road, Rheja Mall, Dr. Tanwar's homeopathic Clinic me mil skte hain.


Allergic Rhinitis And Bronchitis In Children
Allergic Rhinitis And Bronchitis In Children

Hello Friends!

Aaj ka hmara topic hai bachon me allergic rhinitis or allergic bronchitis. Ye aaj kal bachon me bhut jyada paya jata hai. Bachon ko baar baar cold, cough, vomiting ka problem rehta hai. Patients islia apne bachon ko doctor ke pass baar baar late hain ki dawaiyan dene ke baad bhi vo baar baar bimar ho jata hai. Lekin homeopathic treatment se isko roka ja skta hai. Homeopathic se na kewal bacho ka immunity strong hota hai, in fact, unka general health, appetite, improvement in digestion system ye sab unke development ke lia thi ho jata hai.

Bachon ko hmeopathy me mithi goliya di jati hain. Isme bachon ko koi injcetion bhi nhi dia jata hai. Nahi bache kisi trha ki kadvi dawaiyon se preshan hote hain. Is treatment se cold-cough ki problem ko bhi roka ja skta hai. Jin bacho ki immunity weak hoti hai unme viral and bacterial infections baar baar hote hain. Homeopathy se in sab ko improve kia ja skta hai. Homeopathy se immunity ko strong kia ja skta hai. Jo bache sensitive jyada hai jaise jinko khaste khaste uldti ho jati hai, un bachon me bhi is bimari ko homeopathy se roka ja skta hai. Or future me is treatment se unhe permanent thik bhi kia ja skta hai. Homeopathy bacho ke lia kafi achi rehti hain. In allergies se bachon me ye bimariyan permanent thik kia ja skta hai. 

Thanks


Stomach Diseases And Homeopathy
Stomach Diseases And Homeopathy

Hi,

Dr. S S Tanwar, aap logon ko peat ke rog or homeopathy ke bare me kuch jankari dunga. Jaisa ki aap log jante hain peat ke rog bhut logon ko affect krte hain. Jyadatar logon me peat me gas, peat ka fulna, jalan, kabaz or dusre peat ke rog paye jante hain. Homeopathy in sabhi problems me successful rehti hai. Jhan par severe peat ki bimari nhi hai vhan homeopathy successful rehta hai.

Peat ke rog ka mukhye karan aaj kal street food, unhealthy food, or bina samay ke sona are the major causes. Lekin homeopathy lifestyle ko thik krne ke lia kafi shi rehti hai. Kuch homeopathic medicines peat ki bimari ko durr karke, sujan ko durr kar ke or acidity ko band kar deti hai.

Kuch medicines fermentation, fulna or gas formation ko durr kar deti hain. Homeopathic medicines se irritable bowel syndrome ko thik kia ja skta hai. Aap agar kisi bhi tarike ke peat ke rog se garasit hain to aap mujhe contact kar skte hain. Mera clinic Gurgaon me hai. Aap mujhe Lybrate ke through online bhi contact kar skte hain.


Homeopathy Vs Allopathy
Homeopathy Vs Allopathy

Main Dr. S S Tanwar, Homeopathic specialist.

Aaj aapko homeopathy vs allopathy topic pe kuch batana chahta hun. Kisi bhi bimari mein homeopathy lein ya allopathy, ye bahut hi difficult sawaal hai. Zyaadatar is chiz ka faisla lena bahut mushkil hota hai. Main aaj apko isi topic pe sahayta karunga.

Jab kabhi humein viral diseases, allergic diseases ya minor infections hote hain, to hum homeopathy medicines ke saath ja sakte hain. Lekin severe infections like bacterial, parasitic, tuberculosis, typhoid mein allopathy medicines zyaada behtar kaam karti hain. Homeopathy medicines safe hoti hain or inke side-effects nahi hotay.

Bacho mein homeopathy medicines zyaada achi hoti hain. Unki allergies, asthma, khasi-zukaam mein homeopathy medicines zyaada achi hoti hain. Homeopathic medicines mansik rogon mein bhi zyaada sahi rehti hain. Jahan patient ko lagta hai main bilkul thik hun or baaki sab maansik taur pe thik nahi hai, aise case me allopathic medicines zyaada ache se kaam karti hain.

Homeopathic medicines slight anxiety, depression, OCD me zyaada behtar kaam karti hain. Lekin schizophrenia, paranoia ya kisi aur serious mental disorder mein allopathic medicines zyaada ache se kaam karti hain. Ye medicines un patients ke liye zyaada achi hoti hain , jo over-sensitive ya drug reactive hote hain.

Psychiatric problems mein homeopathy medicines ka role kaafi limited hain. Jahaan legal problems hoti hain, vahan homeopathic medicines ka role nahi hota hai. Serious mental rog bahut hi khatarnak hote hain, jiske liye allopathy is a better choice. Agar apko koi bhi homeopathy treatment ki aavashakta ho, to aap mujhe homeopathic clinic me direct mil sakte hain ya online Lybrate ke through aap contact kar sakte hain. Mera clinic Gurgaon me hai.


Doctor in Homeopathybhawan

Get Help
Reviews
Services

Doctor in Homeopathybhawan

doctor-profile

Dr. S S Tanwar

Homeopathy Doctor33 Years Exp.
MD - Homeopathy, BHMS
₹ 800 at clinic
800 online
Unavailable Today

Patient Review Highlights

Well-reasoned

57 reviews

Caring

66 reviews

Very helpful

367 reviews

Saved my life

12 reviews

Thorough

21 reviews

knowledgeable

264 reviews

Professional

42 reviews

Helped me improve my health

45 reviews

Sensible

40 reviews

Inspiring

25 reviews

Prompt

25 reviews

Practical

36 reviews

Nurturing

6 reviews

Homeopathybhawan Reviews

S

Shokender

Apr 14, 2020

Nice

V

Verified

Oct 10, 2018

Good

V

Verified

Aug 23, 2018

very good

View More Reviews

Submit Feedback

Submit a review for Homeopathybhawan
Your feedback matters!