Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Book Appointment
Treatment
Ask a Question
Plan my Surgery
Health Feed
Life Care Clinic

Life Care Clinic

Sexologist Clinic

D143, Near Ojjus Goodwill Hospital, infront of sanathan dharam mandir, Sector 40
4.6
1465ratings
17 Reviews
1 Doctor
₹ 1,000 at clinic
See all timings
facebooktwitterlinkedin

About Clinic

Our medical care facility offers treatments from the best doctors in the field of Sexologist . We will always attempt to answer your questions thoroughly, so that you never have to worry ...read more

Clinic Timing

Mon
Tue
Wed
Thu
Fri
Sat
09:00 AM - 11:00 AM
06:00 PM - 08:00 PM

Clinic Location

Clinic Images

imageviewer
imageviewer
imageviewer
imageviewer
imageviewer

Videos

Itching, Infections, Phimosis, Paraphimosis
Itching, Infections, Phimosis, Paraphimosis

Hi Friends,

Me Dr. V. Kumar, sexologist. Ek issue jo bhut common hai young bachon me, puberty and adults me. Itching, infection, phimosis and paraphimosis ka problem. How to keep your genitals clean and smell free. Iske lia apko daily bath lena chaiye. Aapko apne under-garments daily change krne chaiye. Under-garments ko press kren quki is se unke bacteria mar jate hain and apko itching nhi hoti hai. Bath ke lia soap ka use kren. Iske alaw coconut oil, olive oil, almonds oil or sesame oil garam kr ke pakka len. Uske baad ise aap apne genitals pe use kr skte hain. Jab bhi aap sexual intercourse me involve hon ya fir masturbate kre, genitals ko ache se clean kr len.

Nhi to intercourse krte time infection ho skta hai or STD bhi ho skta hai. Agar aap apne genitals ko clean rkhenge to apko infection nhi hoga and aap 90% bimariyon se bach jayenge. Kayi baar male person intense itching ko ruk nhi pate hain and public place me bhi solve krne ki koshish krte hain. phimosis and paraphimosis young adults me rehti hai. Andar debris ikatha ho jata hai and itching hoti hai. Paraophimosis me skin piche aa jati hai. Is place me kafi swelling ho jati hai. Painfiul hone ke karan operation ki jrurat pad jati hai. Urine pass krne me patient ko problem hoti hai. Baar baar infection hota hai. Agar aise koi problem hai apko to doctor se consult kren. Iski ek surgery hoti hai, vo aap kra skte hain. Agar surgery ki jrurat nhi hai to pehle btaye gye lubricant ka use kren. Pain hota hai during intercourse, masturbation me intense pain or itching hoti hai. Kuch blisters ho jate hain. To aap in chizon ka dhyan den. Aap mere se consult kar skte hain. Be healthy and happy.

Thank you.


Masturbation: How It Puts You At Risk?
Masturbation: How It Puts You At Risk?

Hi friends!

Mai Dr. V. Kumar, Lifecare Clinic, Noida se bol rha hu. Or ye Lybrate ki website pe apko mil jayega. Aaj hum apko masturbation ke bare me btane ja rhe hain. Quki hmare pas patient aate hain, jo mere pas calls aati hai ya online consultation k lia aata hai, usme 70% questions masturbation se related hote hain. Islia mene jruri smjha ki apko masturbation k bare me btaun. Ye hai male masturbation ke bare me. Normally kya hota hai ki jab bacha bada hota hai to uske sharir me testosterone ka level badhne lgta hai. Or uske sath sath body me kayi changes hone lgte hain jaise dadi moch ka aana, baalon ka aana bagal me, Jangho me baalon ka ana. Iske sath sath body me changes hone lgte hain. Awaz bhari ho jati hai. Usi samay hormones body me paida hote hain. Or vo hormones sex organs ko grow krte hain sath me usme trha trha ki sensation develop krte hain. Ye sensation jo ata hai, sath me erection bhi aana shuru ho jata hai.

Or especially morning hours me ya raat me sote smay ya jab peshab jana ho, to aise me jo feelings aati hai penis me, vo agar khin rub ho gya ya koi chiz lag gyi to usme minor feeling ki pleasure ati hai. Or jisko vo dheere dheere masturbation ke rup me badal jati hai. Karan uska kya hai ki usko na to koi jankari maa baap se milti hai. Nahi school me padhaya jata hai or nahi koi sikhata hai. Jo koi bhi jankari hoti hai bo doston se ya idhar udhar se pta chalti hai. To ye jankari sari uski adhi adhuri hai. Oor uska nuksan usko milta hai bhut. Quki sexual action krne me ya masturbation krne me, usme discharge hota hai semen bahar aata hai or sath me usko thoda anand ka anubhav hota hai to uso baar baar krna chahta hai. Or akela hota hai to usko kayi bar kar dalta hai. To natija kya hota hai ki penis bhut swedanshil, sensitive organ hai, usko bhut bhari nuksan ho jata hai. Jiski vjha se erectile dysfunction, premature ejaculation quki mind set uska badal jata hai.

 Jo sex hai uske bare me uska mind set badal jata hai. Or aaj kal fir or trend badal gya hai ki vo kuch porn filmo ka sahara lete hain or vo dekh lete hain or unko hyper-excitement ho jata hai. To vo kisi bhi tarike se virye ko bahar nikalna chahte hain. Or is s unko masturbation ki adat pad jati hai. Is s nuksan hi nuksan hai. Body ka nuksan hai, apke focus me nuksan hota hai. Aap samay barbad krte hain, aap padhayi nhi kar pate. Ise aap gehrayi se smjhen ki ye ek aisa sensation hai jo body me ayah ai and penis is to create new generation. Agar hum usko lagatar barbad krte hain, semen ko fekte rehte hain to us se vo hmare sharir ko kamjoori to deta hi deta hai or sath me jo quality of semen hai vo uski khrab hoti jati hai. Kayiyon ko patli dhadu padne lgti hai. Kayiyon ko thoda thoda pani peshab ke raste se aane lgta hai. Kaiyon ko sirf sex ke vichar se semen leakage shuru ho jati hai. To ye sari chizen gadbad krti hain or bachon ko depression me daal deti hain.

To friends me apko ye batan chahta hun ki in sab chizon pe dhyan dijiye. Akele mat rhiye. Akele apne apko rkhenge to ye sab vichar ayenge. Porn filmo ko jha tak ho unko mat dekhiye. Sath me aap apne apko involve kriye music me, khel me. Sharir ko sodol bnaiye. Swasth bnaiye. Or agr aap in sab ko krenge to apka dhyan is taraf kam jayega. Or apka focus jyaada rhega jo aap banna chahte hain, jo karna chahte hain. Apka focus acha hoga. Naukri me maan lgega. Apki married life bhi bhut achi hogi. Islia hum apko yhi rai dete hain ki ispe dhyan dijiye. Agar apko masturbation krna hi hai to aap saptah me ek bar kr skte hain. Or agar krte hain to koi lubricant oil ka proyog kren or bhut gently kren. Jis s ki apka nuksan na ho. Aap mere pas ayen Life Care Clinic pe. Hum apko examine krenge or aap thik ho jayenge ilaj se. Be happy and be healthy. Thank you very much. Agli baar hum apko or bhi nye vishyon par, nyi chizon par jankari denge. Aap iska fyda uthaiye. Or jyada se jyada apnea ap ko swasth rkhiye. Taki apko doctor ke pas kam se kam jana pde.

Thank you so much!


Sexual Dysfunction In Males
Sexual Dysfunction In Males

Hi friends,

Main Dr. V Kumar life care clinic noida se bol raha hu.

Aur aaj mai kuch khas bimariyan jo sex se related hoti hain unke bare me batene ja raha hu.kyuki maine ye dekha hai prayah usually ye dekha hai jo bachhe mere pas ilaaj ke liye aate hain. unki marriage hone wali hoti hai aur wo kafi nervous hote hain ki unko impotence ho gaya hai ya unke erection ki problem agayi hai aur thik se kadapan unke ling me nahi aata. jisko le kar unko bhari tension rehti hai.aise me wo mere pas aate hain aur maine paya hai usme aur bahut sari situtation me ye bimari, bimari nahi ho kar ek dar aur khauf zada hai. kai bar kya hota hai bachhe jo naukari karte hain jinke pas time ki kami hoti hai to unke par job ka stress hota hai anxiety hai unke upar performance anxiety hai, unke targets hain unhe poora karna hota hai unki sleep poori nahi hoti hai aise me kya hota hai ki un bachho ko bahut pressure hota hai. aur ye jo bachhe hain jinki shadi hone wali hai . jo recently marreied hai to jab unke samne ye sthiti utpanna hoti hai to bahut pareshan hote hain. main ye kehna chahunga jo erectile dysfuction isme 70 % to aisa hai ki psychological apki problems apke dimag me ghumti hai aur 30% ye bimari kis chiz se judi hoti hai jais eabesity hai sharab hai alchohal hai smoking hai ya koi diabetes ki bimari hai ya koi aisi bimari hai jo penis pe hojati hai jiski wajah se circumcsision jaise karwana padta hai . aisi batein jiski wajah se pain hota hai. To kuch chize hain aisi hai jo ki local hain. Jise hum thik kar sakte hain. Aur kuch batein aisi hain jiske liye ilaaj lamba karna padta hai.. an ye dekhna zaroori hai ki kaunsa ilaaj isme hume kab karna hai. To sabse pehle smajhne ki zarurat hai my friends ki aap darein nahi bilkul. Hichke nahi aaiyye mere pas ya kisi bhi doc k paas jaiyye apni poori baat bataiyye aur dhyan poorvak bataiyye aur jaise ilaaj wo batate hain usko aap kariye aapko fayda aap thik ho jaenge.. isme sabse zaruri hai aap kitne apne man ko insab chizo se door rakhte hain. Kaise? Jaise ED ke bahut sare karan hote hain ki admi apne ap ko compare karta hai porn stars se wo watch karta hai porn film me. Wo samajhta hai ki mujhe bhi aise action karna chahiye.

Aur uski tayyari mein wo fail ho jata hai. Isi tarah wo kai bar excessive masturbation karta hai use kya hota hai ki wo chahta hai ki jitni jaldi ho sake ki mujhe jitni jaldi ho sake pleasure point aa jae isse kya hota hai ki uske dimag ka santulan kharab ho jata hai aur fir wo kya karta hai ki wo jaldi se jaldi nikalne ka uska mind set bilkul badal jata hai. Aur fir use lagta hai ki ye to main isko perform nahi kar paunga aur isse usko is tarah ki problem hoti hai. Ye aisi chhoti moti problem jo agar aap aaap thoda sa dhyan counseling me jaein ya kisi sexologist k pas jae doc k pas jaein physicial ke paas jaein to aapko deifinite fayda hoga aur aap thik ho jaenge. Islie aap chinta nahi kariye. You will be safe and fine. Ap agar iske bare me sochenge thoda dhyan denge to apka ilaaj ho jata hai. Ek baat isme or batana chahte hain. Agar apko ye bimari lag gayi hai ho gayi hai. Isme ghabraein nahi. Thoda sa samaya dein thoda sa relationship ko or ache se chalayein ke aap usko ek challenge le kar karein… usko ek relationship ko lets go together get together kyuki agar aap sath sath chalet hain to aap agar sath sath chalet hain to usko jeet sakte hain. Jaise yah ape ye laga hua hai together e can together we can conquer. Andhera rasta hai aur lamba rasta jisme ki problem hai us problem ko bhi aap mutual understanding se thik kar sakte hain. To friends mai iske bare me apko apni video jab to mai apko aur bhi kuch jankariya dunga isse zada jo aur jaruri jankariya hain knowlodge information hai. Taki aap usko apne liye video me sun sakte hain bhej sakte hain aur use fayda utha sakte hain. Agli bari mai apko maturbation ke bare mein aur dusra premature ejaculation ke bare me bataenge aur aap uska fayda uthaenge aut mai asmajhta hu ki bahut sari situation me bina ilaaj k thik ho jaenge.

Thank you very much be happy and revive your health and happiness I am doc v kumar from life clinic nodia.


Doctor in Life Care Clinic

Get Help
Reviews
Services

Doctor in Life Care Clinic

doctor-profile

Dr. V Kumar

Sexologist53 Years Exp.
MBBS, MD - Pathology
₹ 1,000 at clinic
1,000 online
See all timings

Patient Review Highlights

Well-reasoned

23 reviews

Caring

15 reviews

Very helpful

132 reviews

Saved my life

7 reviews

Thorough

7 reviews

knowledgeable

72 reviews

Professional

9 reviews

Helped me improve my health

12 reviews

Sensible

12 reviews

Prompt

4 reviews

Inspiring

9 reviews

Practical

7 reviews

Nurturing

3 reviews

Life Care Clinic Reviews

S

Shemul

Mar 29, 2019

Dr. V. Kumar provides answers that are professional. Doctor, the video call cudnt takke place, how do we connect again

A

Amar Gujeti

Jul 03, 2018

Dr. V. Kumar provides answers that are very helpful. Ok surely sir i ill follow you

N

Neha Singh

Jan 25, 2018

dr vkumar saved my by giving right answer bcoz in this stage which i was iam doing suicide nd today iam alive bcoz of dr v kumar he is truly a god for me

S

Siva

Dec 20, 2017

Dr. V. Kumar provides answers that are professional. Hi sir..thanks for your reply..I'm not watching regularly porn..but yes I have been done masturbation 1 time per day ...today onwards i will control and make it twice within week or two weeks..im not addict but i have interest ....thank you sir.....read more

V

Vishwajit Sakpal

Feb 06, 2018

I found the answers provided by the Dr. V. Kumar to be very helpful and caring. Thanku sir but where i should do std checkups and what will be the cost

View More Reviews

Submit Feedback

Submit a review for Life Care Clinic
Your feedback matters!