Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Book Appointment
Treatment
Ask a Question
Plan my Surgery
Health Feed
Facebook Icon
Twitter Icon
Telegram Icon
Linkedin Icon
Health Query
Share
Bookmark
Report

Mujhe kuch month se toilet baar bar aa raha hai mne M.D Dr. Ko dikhaya unhone Ultrasound karaya , urine test karaya, blood test karaya unhone bataya urine infection ho gya hai par unki medicine se aur jaldi jaldi toilet aane laga phir mane M.B.B.S Dr. Ko dikhaya unhone bola UTI ho gya hai unki medicine se kuch fayada hua phir unhone sabhi test dubara karye and urine culture bhi sabhi normal aaye jab se mane medicine start kari jab se toilet ma jalan aur hone lagi aur toilet hamesa mehsus rehta hai jase kuch toilet urinary track ma aa gya ho asa phele nahi tha toilet karke aao phir toilet mehsus , pani piyo phir toilet mehsus, neend aaye tho night ma mujhe koi problem nahi hote par jase he bed se par niche rakho turant toilet mehsus hone lagte hai aur morning ma toilet ma jalan bhi nahi hoti phir mane online urologist ko dikhaya unhone bola ya sab stress ke karan hai phir mane es baare me read kiya us time se kuch kam ho gya toilet phir toilet mehsus hota hai thora thora phir mane urologist ko dikhaya unhone bola jalan , toilet mehsus hona ya sab anxiety ke bimari ho gye hai jiske karan toilet mehsus hona jalan hona ya sab ho raha hai inhone mujhe soliten 5 mg lena ko kha and psychiatrist ko dikhane ko kha , par es medicine se mujhe toilet late start hota haiaur ma jayada toilet ke baare ma sochta hu tho toilet jaldi jaldi aane lagte hai mujhe toilet ke tension bani rahti hai ma karu ma bahut prasan ho gya hu .please provide me some best advise and medicine I want yours help.


1Doctor Answered
Suggestions offered by doctors on Lybrate are of advisory nature i.e., for educational and informational purposes only. Content posted on, created for, or compiled by Lybrate is not intended or designed to replace your doctor's independent judgment about any symptom, condition, or the appropriateness or risks of a procedure or treatment for a given person.
book_appt_icon
Book appointment with top doctors for Anxiety treatment
View fees, clinic timings and reviews

Ask a free question

Get FREE multiple opinions from Doctors

posted anonymously
Pristyn Care Banner
ic_treatment_icon
Treatment Enquiry
Get treatment costs, find best hospitals/clinics and know other details