Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Book Appointment
Treatment
Ask a Question
Plan my Surgery
Health Feed
ISAAC

ISAAC

Dermatologist Clinic

D-19,Ground Floor, Defence Colony
4.3
14ratings
1 Doctor
₹ 1,500 at clinic
facebooktwitterlinkedin

About Clinic

Customer service is provided by a highly trained, professional staff who look after your comfort and care and are considerate of your time. Their focus is you....read more

Clinic Timing

Fri
11:00 AM - 03:00 PM

Clinic Location

Videos

PRP Therapy
PRP Therapy

Hello Friends,

I am Dr. Rakesh Jangra, Dermatologist. Aaj hum baat krenge PRP therapy ke bare me. Platelet hmare blood me hota hai. PRP aaj kal har jgha di jati hai. It is not about the quantity which we are injecting in your scalp. It is only about the quality that how much we are going to inject. Isme alag alag preparations hoti hain. Ensure krene ki therapy apko apka doctor hi de. Tabhi uske results ache ayenge.

Jitna jyada platelet count hoga utna jyada growth factors honge. Utne hi ache apke results ayenge. Hair quality improve hogi and instantly hair fall stop hoga. Jo hair growth hoti hai vo kisi precentage me nhi hoti. It depends person to person. Ye hume dhyan rkhna hota hai ki PRP hum scalp me kha inject kar rhen hain. Skin ki kafi layers hoti hai. Hume dermis me inject krna hota hai quki vhan se hair growth hoti hai. Agar hum skin ki kisi dusri layer me inject krenge to uska result nhi ayega. Isme thoda pain hota hai. Medicines apply krne se pain kam ho jata hai. Hum 15-20 lakhs tak platelet count achieve kar skte hain.

Dhanywad.


Phases Of Hair Transplant
Phases Of Hair Transplant

Hello Friends,

I am Dr. Rakesh Jangra, Dermatologist. Aaj hum phase of hair transplant ke bare me baat krenge. Before and after transplantation kya phases hain. Transplantation ke baad ke baad jo baal hum lgate hain vo 2-2.5 months me sare jhad jate hain. 2-2.5 months ke baad hair grow hote hain. Nye baalon ki growth slow hoti hai as comparing to other hair over the scalp. 6 months take uni full length aa jati hai. Lekin jo new hair ayenge vo thode curly honge. Vo jyada mote nhi hote. Uske baad 6-12 months tak unki growth better ho jati hai. Hair ki density badh jati hai. Hair transplant kafi lambi surgery hai.

Patients ko patience ki jrurat hoti hai. Iska dhyan rkhna hai and care krni hai. Apko medications apply krni hoti hain, khani hoti hai jo apko di jati hain. Agar aap guidance me treatment lenge to apki growth achi hogi. Patient ke question hote hain ki headache to nhi hoga, koi infection ke chances to nhi hain. So, we ensure by giving anti-biotic a day before and 2 hours before starting of the surgery. Jis se infection ke chances 0% ho jate hain. Apko johnson baby shampoo se head wash krna hai.

Uske baad jo hair apko dikhte hain vo sare jhadna shuru ho jate hain. Is se apko ghabrane ki jrurat nhi hai ki apke sare paise waste ho gye hain. Ab jadon se apke new hair ki growth hogi. And day by day hair growth achi ho jayegi.

Dhanywad!


Doctor in ISAAC

Get Help
Services

Doctor in ISAAC

doctor-profile

Dr. Rakesh Jangra

Dermatologist12 Years Exp.
MBBS Bachelor of Medicine and Bachelor of Surgery, MD - Dermatology
₹ 1,500 at clinic
250 online

Patient Review Highlights

Very helpful

1 reviews

knowledgeable

1 reviews

Caring

1 reviews

Submit Feedback

Submit a review for ISAAC
Your feedback matters!