Mere upar ke daat bahar nikale huye hai or upar niche ke dato me gap nhi hai uske liye braces lgane ke bad mai sirf upar ke tooth extract kar skta hu kya bina niche ka treatment karaye. Kya upar ke 2 tooth extract karke gap puri feel ho jayegi. Agar niche ka tooth bina straight karaye.
Ask Free Question
Jaise aap usi size ka shoes lete ho jis size ka aapka sole hota hai, usi tarah se upper jaw and lower jaw ke teeth hote hai. Jisa upper jaw ka teeth hoga usi ke according lower jaw ka teeth hoga. Agar aap single arch yani sirf upper teeth me jab braces lagwaoge toh aapke lower teeth thik tarike se upper teeth ke saath nahi baithenge jiske in future chewing me problem ho sakti hai. Aur occlusion disbalanced ho jayega. Disharmony ki wajah se future temporomandibular joint pain ya further problems ho sakte hai. Moderate and severe cases me jaisa ki aapka hai jaha 2 teeth extract ho rahe hai waha both arch upper and lower braces compulsory hai. Very mild cases me hi lower teeth me nahi braces lagate hai. Apke jo post extraction spaces yani teeth nikalne ke baad jo gap hai wo braces se sahi mechanics se aaram se fill ho jayega aur jo aapke teeth bahar hai wo andar chale jayenge. Space nahi hai aur teeth bahar hai isiliye do teeth nikalna zaruri hota hai taki space mil jaye aur bahar nikale huye teeth andar easily chale jaye. Dhyaan ye rakhna hai ki aap sahi orthodontist chune.
Ask Free Question
You can't go for incomplete treatment. You have to go for complete upper and lower braces .else there will be gaps which will not be solved. Later and you will not like the outcome of the treatment by treating doctor. Let the dentist decide what he has to do to give you complete allignment of teeth.
Ask Free Question
It will not b a treatment n it can not b stable tt.
Take help from the best doctors
Ask a free question
Get FREE multiple opinions from Doctors