Kya agar bawasir ka operation hota hai aur kaisa hota hai aur operation kitna roj me thik ho gayega aur ek baat ye koi bada operation hai ya chota please mughe sahi jankari de.
Ask Free Question
Bawaseer k operation k bhaut sare type hai 1 injection se jisme carbolic acid aur badaam ka tail milake lagaya jata hai isse infection failne aur bhagandar banne ka khatra bhi rehta hai 2 direct surgery se guda-marg khul jata hai jisse marij ko apne pakhane par control khatam ho jat hai. 3 dopler se side effect koi bhi nhi but safalta kam hai bleeding me turant araam mil jata hai parantu masse puri tarah se khatam nhi hote jisse marij ko kuch samay baad fir se takleef hoti hai 4 laser se masse kuch time k lie sookh jaate hai par dobara ho jate hai 5 gass se jise cryotherapy kehte hai in sabse acha result aata hai para tu isme bhi masse saal 2 saal me wapas ho jaate hai kuki gass se masse kuch hi hadd tak baraf ki tarah jamakar khtam kia jata hai 6 ksharsutra sabse best treatment hota hai bawaseer k lie par aaj k time me jagah jagah par 20 din ka course karke ksharsutra likhkar baithne wale bahut hai isliye kisi ache doctor se jaankar karwaye 7 mera khud ka tareeka ksharsutra se milta julta hai in dono k hi koi side effect nhi hote aur masse puri tarah se khatam ho jate hai.
Take help from the best doctors
Ask a free question
Get FREE multiple opinions from Doctors