Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Book Appointment
Treatment
Ask a Question
Plan my Surgery
Health Feed
Facebook Icon
Twitter Icon
Telegram Icon
Linkedin Icon
Health Query
Share
Bookmark
Report

Sir maine skin shine cream use ki thi 3 saal pehle 6, 7mahino tk but uske koi side effects nhi huye. Blki aur achhi ho gai. Thi. Phir maine chhor diya use krna aur. Natural things use krne lagi. Uske bad mainee eyes ke upper gluto type ka kuchh jel tha wo lga liyaa thaa uske bad eyes ki skin thodi dull pad gai thi aur mai ghbraa gai ki yh kya ho gaya, aur bahut saari cheeze laga li thi eyes ke uppar jisse wo aur dark ho gyaa. Phir maine kuchh nhi lgaya aur depression mai andhere mai mbl chalati rehti thi taaki is par dhyaan na jayee 4mahino tk toh aisa hi rhaa. Mujheee andaja nhi tha ki isse aur skin khr�b ho jayegi. Jb dekha toh aur ghbraa si gai. To phir mai dermatologist ke pas gai unhone chehre aur eyes ke uppar lagane ke liyee fairlite cream dii. Aur maine 4mahine tk wo cream lagaya phir bnd kr diyaa uske bad eyes ki. Skin phir se wese hi ho gai. Uske bad maine skin shine cream chehre par lga liya aur eyes ke corner par jahan thoda jayada dull hai. 3mahine pehle ab skin mai bahut irritation ho rahi h aur skin bahut jyda thin lag rhi h dull bhi ho gai pehle se aur ankho ki. Bhi kya kruu kuchh smjh nhi a rhaa please help.


1Doctor Answered
Suggestions offered by doctors on Lybrate are of advisory nature i.e., for educational and informational purposes only. Content posted on, created for, or compiled by Lybrate is not intended or designed to replace your doctor's independent judgment about any symptom, condition, or the appropriateness or risks of a procedure or treatment for a given person.
book_appt_icon
Book appointment with top doctors for Dull Skin treatment
View fees, clinic timings and reviews

Ask a free question

Get FREE multiple opinions from Doctors

posted anonymously
Pristyn Care Banner
ic_treatment_icon
Treatment Enquiry
Get treatment costs, find best hospitals/clinics and know other details