I am shefali from rajasthan mere period regular nahi aa rahe hai mai last one year se prgnecy ki try kar rahi hu pr consive nahi ho rahi mere do baar c sections ho chuke hai 2017 nd 2019 mere dono betiya nahi rahi please help.
Ask Free Question
1) do c setion ke baad tisara section hi hoga. 2) pregnancy mahine ke ek hi din rah sakti hai jab anda phut ta hai. Vo din ke aaspas intercourse important hai. Kyonki mahine ke ek hi din pregnancy possible hoti hai isliye yeh din ke aaspas jab 12 se 24 mahina bina family planning intercourse hota hai aur phir bhi pregnancy nahi rahti hai tab gynecologist ya to infertility specialist ke paas jana hota hai. 3) jinko bachha chahiye aur apne aap nah hota hai, unko gyncologist ya infertility specialist ke paas jana hota hai, jahan bahut sare reports nikalane padte hai aura alag alag treatment ka prayatna karna padta hai jisme vakt lagta hai. Isliye jisme vishwas ho unke paas dhiraj se jana chahiye.
Take help from the best doctors
Ask a free question
Get FREE multiple opinions from Doctors