Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Book Appointment
Treatment
Ask a Question
Plan my Surgery
Health Feed
Genesis Neurogen Neuro-Rehablitation Center

Genesis Neurogen Neuro-Rehablitation Center

Speech Therapist Clinic

No.43, Rishabh Vihar, Karkardooma Court Road, Opposite Cross River Mall
4.6
226ratings
14 Reviews
1 Doctor
₹ 800 at clinic
See all timings
facebooktwitterlinkedin

About Clinic

Our goal is to provide a compassionate professional environment to make your experience comfortable. Our staff is friendly, knowledgable and very helpful in addressing your health and fina...read more

Clinic Timing

Mon
Tue
Wed
Thu
Fri
Sat
03:00 PM - 09:00 PM

Clinic Location

Clinic Images

Videos

Delayed Speech Or Language Development!
Delayed Speech Or Language Development!

Hi,

 I am Dr. Murli Singh, Speech Therapist. Aaj mai aap ko speech therapy ke bare mein bataunga. Ye kya hota hai and isme kya pareshaniyan hoti hain. Isme main problem hai delayed speech. Iska cause hai mother or father ke through. Working hone ke kaaran bache ko speech therapy nahi mil pati hai. Isliye bache mei speech ka problem hota hai ki use proper training nahi mil pati hai. Iski vajhah se bacha delayed speech mein chala jata hai. Isliye 4-5 years ke bache ki speech ka rate 6-8 months ke bache ke jitna hi hota hai. Agar bache ki speech ko thik rakhna hai to uske liye hume bache ko support karna hoga. Bache ko sahi tarike se stimulation dena hoga.

Agar bache ko speech therapy ka problem hai to aap therapist ke pas jayein or bache ki speech confirm thik ho jayegi. Therapist ke pass visit karne se aap ko permanent treatment mil jata hai. Hum bache ko speech se related kuch exercises karate hain jis se vo 3-4 months mei thik ho jata hai. Agar bache ki 2.5 ki age mei speech delayed hai to aap immediately doctor se contact karein. Delayed speech ko aasani se thik kiya ja sakta hai. Humne apne clinic mei 95% best result diya hai. Agar aap ki family mei aisi koi bhi problem hai to doctor se contact kariye. Ye koi bohot badi problem nahi hai. Iska timely treatment bahut important hai.

Thank You.


Problem of Stammering
Problem of Stammering

Hi, I am Murli singh, speech therapist and audiologist. Me aj apko kuch haklana, jise stammering bhi kehte hai, ke baare me batana chahta hu. 

Stammering ek aisi problem hai jise hum bohot he aram se theek kar sakte hai agr use sahi tareeke se treat kia jaae. But zada tar is problem pe tab dhyan diya jata hai jab bacche bade hojate hai. Stammering ke liye agar hum speech therapy ki help le, to har haklaane ki problem ka solution sambhav hai. Haklana ek aisi samasya hai jisme agar baccha 5-7 saal ka hota hai, tab bacche ko kuch pata nahi chal pata. Lekin jab bacche bade hone lagte hai, jese ki jab bacche 18-19 saal ke hojate hai, tab doosre bacche mazak banane lagte hai. Aisa hone se baccha depression me chala jata hai aur acchi education hone ke bad bhi wo apna represesntation nahi de sakta. Speech therapy ke madhyam se haklaane ki beemari 100% tak theek ho sakti hai, agr uska sahi tarah se treatment kia jaae speech therapy dwara.

Ap logo ko ek baat vishesh baat ka dhyan rakhna chaie ki haklaane ke liye speech therapy ka bhi koi aisa jaadui kaam nahi hai ki turant theek hojae. Stammering treatment ke lie speech therapist sabse pehle apni kuch exercise aur kuch tips bataega. Apko mirror ke samne khade ho ke yeh bataega ki kon kon se words ko kis tarah se bolna hai or yeh dekhega ki kon kon se words me wo hakla raha hai. Haklane ke lie speech therapy treatment theek se diya jaae to 100% ye problem theek ho sakti hai. To dosto, agar apko haklane ki beemari se azaadi apani hai to aap isko speech therapy ke madhyam se theek kar sakte hai.

Humare yahan kaafi bacche aate hai jinhe is tarah ki problems hoti hai, aur zadatar bacche theek ho kar jaate hai agr wo humare instructions ko theek se follow kare to. Lekin aisa nahi hai ki 3-4 din speech therapy ke lie aane se haklana band hojaega. Speech therapy koi jaadui dawai nahi hai or na he haklane ki beemari ko theek karne ka koi tonic hai. 

Koi bhi ladka ya ladki kitne bhi educated ho, ya kitna bhi paisa ho, lekin agar shadi ki jab baat hoti hai, tab bohot dikkat aati hai. Shadi ke samay ya koi truth face karne ke samay baccho ko bohot problem aa sakti hai aur isse wo depression me bhi ja sakte hai. Islie haklane ki beemari ko theek karne ke lie speech therapy he ek aisa madhyam hai jisse hum ye problem poori tarah se theek kar sakte hai. Yeh ek psychological issue bhi ek, jese ki agar kisiko presentation deni ho or psychologically dimag me yeh aajae ki me hakla na jau to is wajah se maansik pareshani shuru hone lag jaegi.

Aisi problems ke lie agar ap treatment sahi se chahte hai to humare yahan se, Karkarduma ke aage Genisus Neurogen rehabilitation centre pe visit kar sakte hai. Humare yahan pe speech therapy, audiology ki suvidha di jaati hai. Iske ilawa ap hume Lybrate ke through bhi contact kar sakte hai.

Humne ek package banaya hua hai, agar aap us package ke instructions ko follow karenge to apka haklana poori tarah se samaaopt hojaega. To dosto agar apko meri baat samajh aai hai to aap humare paas aiye or humse treatment lijiye. Hum aapko Lybrate ke dwara poori tarah se madad karne ki koshish karenge, text messege k dwara bhi, audio/video call k dwara bhi

Meri taraf se aap sabhi ko bohot dhanyawad.

 


Doctor in Genesis Neurogen Neuro-Rehablitation Center

Get Help
Reviews
Services

Doctor in Genesis Neurogen Neuro-Rehablitation Center

doctor-profile

Dr. Murli Singh

Speech Therapist23 Years Exp.
Hon.PhD - Speech Language Pathology, M.A, B.Ed .SE . ( H.I )
₹ 800 at clinic
500 online
See all timings

Patient Review Highlights

Very helpful

16 reviews

Thorough

2 reviews

knowledgeable

6 reviews

Well-reasoned

2 reviews

Professional

2 reviews

Helped me improve my health

1 reviews

Sensible

4 reviews

Inspiring

1 reviews

Prompt

1 reviews

Practical

2 reviews

Caring

5 reviews

Genesis Neurogen Neuro-Rehablitation Center Reviews

R

R. K. Arora

Feb 23, 2023

Really Good experience

V

Verified

Aug 15, 2021

Really good experience nice work in speech therapy

V

Verified

Jul 23, 2019

Good

A

Arijit

Jul 10, 2017

It was getting very difficult for me to cope us with my speech disability. I used to feel embarassed about my speaking disablity. I consulted Dr Murli and I owe him a big thanks for making me fine again. My problem was such that it required a number of sessions, and I must say after all the sessions...read more

H

Hrithvik

Jul 24, 2017

I thought it was something very normal, but then I realised the language therapy is something else. I am amazed that he is such a sweet doctor, even though he is so busy all the time. Even though Dr Murli Singh is not from our city, he is still very famous, so we consulted him. The entire Jain Neur...read more

View More Reviews

Submit Feedback

Submit a review for Genesis Neurogen Neuro-Rehablitation Center
Your feedback matters!