Is masturbation is necessary to life or follow brahmcharya for a student after teenage.
Ask Free Question
Beta ji jindagi mein har cheez ka waqt hota hai. Agar sahi waqt par sahi cheez kiya jaaye to jindagi mein anusuya tarakki karta hai, naam kamata hai, shohrat haasil karta hai. Buri cheezein apko achha bananese, taraaki karne se rokti hain, samazik hone se rokti hain. Masterbation apko galat rasta dikhayega, apka samay barbaad karega, galat kaam karne ko uksayega, kisi ke sath bhi sex karne ko uksayega, agar kar liye to bhi samay barbaad hoga, apko paisa kharch karne ko mazbur karega, nahi kar paaye to mazbur karega. Aap frustration mein bhi galat kaam karna shuru kar sakte ho. Us frustration ko dur karne ke liye fir masterbation ka sahara lena padega. Mann par niyantran kho doge. Isiliye brahmacharya ka hi nahi apne putra dharma ka bhi palan karna awashyak hai. Aage aap educated hain samajh sakte hain.
Ask Free Question
No, it is not necessary. Brahmacharya also means avoid any sexual activity like masturbation or sex.
Take help from the best doctors
Ask a free question
Get FREE multiple opinions from Doctors