Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Last Updated: Aug 24, 2022
BookMark
Report

Things You Should Know About IVF

Profile Image
Dr. Ruby SehraIVF Specialist • 36 Years Exp.MD / MS - Obstetrtics & Gynaecology, MBBS
lybrate_youtube

Hi,

Me Dr. Ruby Sehra Director of Progeny AN IVF - ICSI Centre - A Unit of Sehra Medical Centre me apka swagat krti hun. Kuch questions logon ke maan me rehte hain kya IVF ya artificial techniques bhut mushkil hai? Kya bhut expensive hai ya hum uske layak hain? Kya hume krana chaiye ya nhi? Me in sab questions ke answer dungi. IVF bhut hi simple technique hai. Jab aap 2-3 saal normally try krne ke baad agar aap conceive nhi kar paye hain or apne kuch tests krayein hon or pta chale ki apke husband ke semen me kuch problem hai ya apke tubes me koi problem hai ya apko PCOS ki problem ki vjha se ovulation nhi hota.

In sab ka jawab aap lene ki koshish krte hain or naturally conceive krne ki koshish krte hain. Agar aap naturally conceive nhi kar pate hain to apko time waste krne ki jrurat nhi hai. Quki ek lady ke maximum eggs 35 years tak hi hote hain. Jaise hi apke 35 years complete hota hain, apke number of eggs sharply decline. Or apke eggs kam hone se apko or bhi problems ko face krna pdta hai. Agar aap wait krte rhenge to apko endometriosis, PID or infection ho skta hai tube me to ye sare complications arise ho skte hain.

IVF bhut hi simple technique hai and you must go for it. Neither it is time-consuming and it gives you a relief from your mental stress. Is se mental trauma ke chances badh jate hain. Ise face krna bhut mushkil hota hai. In sab se bachne ke lia agar aap IVF ke lia jate hain to apko kafi sukun milega. Shadi ke 2-3 saal bad ldkiyon ke weight badhne ke maximum chances hote hain or agar apka weight badh gya to apko PCOS ki problem ho jayegi. Apko fibroid jaisi bhi bimari bhi ho skti hai. Jis se apko normal pregnancy ke lia bhut jyada problem hone vaali hai. Apko jyada wait nhi krna chaiye. Within 3 years of marriage you should try for the conception.

chat_icon

Ask a free question

Get FREE multiple opinions from Doctors

posted anonymously
doctor

Book appointment with top doctors for Trying to Conceive treatment

View fees, clinc timings and reviews
doctor

Treatment Enquiry

Get treatment cost, find best hospital/clinics and know other details