Infertility Treatment

Written and reviewed by
Dr. Pradnya Aptikar 88% (202 ratings)
B.A. Sanskrit, BAMS, M.A. Sanskrit, MS -Gynaecology Ayurveda
Ayurvedic Doctor, Thane  •  28 years experience
Play video

Namaskar, main Dr Pradnya Aptikar hoon. Thane mein main 16-17 years se practice kar rahi hoon as an ayurvedic gynaecologist. Ayurvedic gynaecology may be a new concept for you all. So ayurvedic gynaecology kis tarike se kaam karta hain? Jo classical Ayurved ki jaankari rakhte hain, aur modern science ki bhi jaankari hain, under one roof, I am working as an ayurvedic gynaecologist. Jis disease main Ayurved acchi tarike se kaam karta hain, usme ayurvedic medicines ki tarike se hum kaam karte hain. Aur jis diseases mein humein modern technology ki zarurat padhti hain diagnosis ke liye, jaise ki infertility ki baat hum lete hain, jisme hume X-ray, yap hire laparoscopy, hysteroscopy or surgery ki zarurat padti hai. In sab cheezon ko dhyan humein rakhte huye hume kaam karna padhta hain. Toh ayurvedic gynaecology hone ke bawajood, main baaki medicines or ayurvedic medicines ki bhi jaankari rakhti hoon. Jaise ki diabetes hai, thyroid disorders hai, endocrinological disorders hai, us me hum kaam karte hain. Aur yeh sab kaam ayurvedic medicines ke zariye kiya jaata hain. Ayurved jo hain, who alag tarike se kaam karta hain.

Aj hum infertility ke baare mein pehle baat karenge. Jaise ki by definition infertility ka matlab hain ki patient, ya couple agar ek saal se conceive nahi kar paa raha hain, phir toh hum unhein infertile bolte hain. Jaise ki the couple is trying for a baby for one year with unprotected sex, still they are not getting success, then the couple is defined as an infertile couple. Toh uske liye hum kaam karte hain. Toh agar apko dekha jay, toh isko hum anatomy apko mein batati hoon.

Isme yeh aap dekhte sakte hain ki yeh body of the uterus hain, yeh ovaries hain, and fallopian tubes hain. Toh isme agar PCOD jaise conditions hain, jaise ki ovaries mein agar anda taiyar nahin ho raha hain, har mahine mein  period aate hain, to periods start hone k 14th or 16th day ek ek anda right ya left ovaries se nikalta hain. Lekin agar ye nahi nikalta hain, ya phir immature nikalta hain, ya phir ovarian cyst taiyar ho jata hain, wo anda puri tarike se bahar nahi nikalta. Toh, yeh anda poori tarike se nikalne ke baad, yeh naliye usme kaam karte hain. Naliya usko jaise kheech leti hain. Then agar sperms acchi quality ke hain, toh ye upar swim karke aate hain, and yeh. Accha sperm is helpful in  fertilizing the ovum, and the embryo is formed in the fallopian tube, and that get implanted in the uterine cavity.

Aisi tarike se fertilization hoke, implantation hoke, pregnancy hoti hain. Lekin ye kisi bhi factor mein agar problem hai, toh infertility hoti hain. Jaise ki maine kaha ki ovarian cyst hain, PCOS hain, endometriosis hain, ya phir tubal blockage hain, toh phir humein success nahin milta hain, or humein infertility ka samna karna padhta hain. Toh is tarike mein, is mamle mein, ayurved kaise help karta hain?

Toh is mamle mein humein purification process rehti hain panchakarma se. Anda normal ya mature anda taiyyar hone mein hum kaam karte hain. Aur male partners mein agar sperm ki quality achchi nahi hain toh usme bhi hum panchakarma processes kar ke, hum sperm ki quality acChi tarike se badhate hain. Aur jis jis mein tubal blockages hain ya phir endometriosis hain, use bhi hum gynaceological panchakarma rehte hain. Jaise jise hum _____ bolte hain, aur uterus ki peeling process karke hum us mein kaam karte hain. Is me tubal blockages bhi nikal aatein hain, aur implantation ki chances badh jaate hain. Endometrium ki quality hum badhatein hain. IUI aur IVF jaise jo artificial reproductive techniques hain, isme bhi yeh karne se pehle agar hum panchakarma aur ye agar process karte hain, toh humein achchi tarike se results milte hain.

And further information ke liye, you can contact me via Lybrate.com. Thank you.

3915 people found this helpful

Nearby Doctors

RECOMMENDED HEALTH PACKAGES

Icon

Book appointment with top doctors for In Vitro Fertilization (IVF) treatment

View fees, clinic timings and reviews

Related Questions

I have PCOS problem due to which I am not able to conceive, but I h...
43
Hi doctors. I am married 29 year old male. have few serious doubts ...
84
My name is Lakshmmi Aparna. My age is 30, my husband age is 35. I g...
27
I have done alot masturbation 26 years unmarried, I have doubt of i...
16
Mam my lh is 5.32.i do not ovulate naturally. Can I take hcg inject...
2
How to check whether my fallopian tubes are ok or not. How to check...
Mam my doctor prescribed me pubergen jo 7500 iu this month .i want ...
I have undergone ssg and I found bilateral tubal patency. But I hav...
1
View all related questions

Related Health Tips

General Eye Care Tips
4834
General Eye Care Tips
Recurrent Miscarriage - How to Deal With It?
4166
Recurrent Miscarriage - How to Deal With It?
All You Need to Know About Premature Ejaculation Part - 4
6227
All You Need to Know About Premature Ejaculation Part - 4
Process of Fertility
3836
Process of Fertility
Uterine Polyps - Symptoms, Causes & Complications Related To It!
6926
Uterine Polyps - Symptoms, Causes & Complications Related To It!
5 Best Treatment for Erectile Dysfunction - Effective Methods
6077
5 Best Treatment for Erectile Dysfunction - Effective Methods
Can Ayurveda Help With Fertility?
6459
Can Ayurveda Help With Fertility?
Weight And Fertility Management
4865
Weight And Fertility Management
View more health tips

To view more such exclusive content

Download Lybrate App Now

Get Add On ₹100 to consult India's best doctors