Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Last Updated: Jan 10, 2023
BookMark
Report

Causes of Hairfall

Profile Image
Dr. Sandesh GuptaDermatologist • 29 Years Exp.MBBS, Diploma in Venerology & Dermatology (DVD)
lybrate_youtube

The impact of stress, pollution and unhealthy lifestyle on hair

Hi I am Dr Sandesh Gupta, Dermatologist and hair treatment doctor. Aaj main aapse hair falling problems aur unke treatment ke baare mein discuss karunga. Hair falling problems Jo aaj ki date mein bahut badi problem hai aur male female dono conditions me yeh bahut common hai. Iske baare mein discuss Karenge.

Bahut Sare factors Iske baare mein Hote Hain, bahut Sare reasons hote hain aur Agar Hum isko timely dekhbhal kare timely treatment Kare Toh Bada easily hum is treatment ko Karke aur hair falling ki problem se chutkara Pa sakte hain. Ab Uske reason skin ginaate Hain. Kuch results Aise Hote Hai Jaise physiological Hote Hai, kuch reasons aise hote hain jo disease wise hote hai. Kuch avoidable hote hain kuch unavoidable hote hain. Tu Agar Hum baat karte hain avoidable reasons ki toh is Mein sabse Pehle aata hai stress. Aaj ki unhealthy diet, unhealthy Lifestyle ye ek sabse bada reason hai hair falling ka.

Second unhealthy diets ko apna healthy diet mein convert karna chahiye, kya Hame khana hai high protein diet leni chahiye, green leaf vegetable Sona chahiye, timely food hona chahiye, lots of water is me hona chahiye. Agri cheez Aati Hai unhealthy habits ki. Late night Tak jag Na, morning mein der se uthna, stressful life, Jyada kaam karna are stressful Ya alag conditions Jisme Hamari body ko Jyada exertion karna padta hai un Sab cheezo ko Hum avoid kar sakte hain.

Second thing Jo underlying disease Hai Uske baare mein Hume treatment karna chahiye. Jaise thyroid disorder usko shi se treat karna chahiye, diabetes par control rakhna chahiye apna aur koi bhi underlying disease hai usse alag se main treatment ke dwara treat kar sakte hai. Third point aata hai dandruff ka. Dandruff Kya Hota Hai Woh oily scalp mein hota hai. To ek myth hai ki dandruff hone par oil Lagaya jaaye. Toh sabse Pehle Mein batana Chahoonga aapko jab bhi dandruff hota hai toh sabse Pehle humein oiling stop karni chahiye aur ek acche anti-dandruff shampoo Leke jis mein ketoconazole Ho aur z pythri ho. Is Se agar regular wash karte hain hum apne scalp ko, week mein twice or thrice, toh bahut jaldi Hum dandruff se chutkara Pa sakte hain.

Third disease hoti hai phir chlogen affleon. Isme bahut Sare factors Hote Hai Jaise stress ke baad hai, ya phir chronic illness ke baad hai. Isme agar ham proper diet Le, plus kuch nutrition le, multivitamins le toh isse bhi hum disease ko control kar sakte hain. Yeh Teeno jo affleon Hai Iske baad teesri condition Aati Hai androgenetic alopecia. Yeh hormone induced hoti hai. Iske liye humein finastrede proper lene padte hain. Isme Ek proper treatment Lena Chahiye. 4 to 6 month ka treatment kam se kam hona chahiye. Is shuru ke three months Mein Pehle falling stop hoti hai.

Are 3 months ke baad new hairstyle regeneration aur restoration start Hota Hai. Woh kuch tablets ke through, kuch alag lotions hote Hain, kuch alag containment of therapies hoti hai inke through Hume Lena chahiye. Ye part aa gaya hai conventional medicine me. Kuch treatment Aise Bhi Hote Hain, Jaise PRP therapy. Iske baare mein hum agle session Mein detail mein batayenge or 3rd thing agar Kahin bhi kuch bhi kaam nahi kar raha hai, jaise Hamari follicle destroy ho chuki hai, va para mein Hair transplant ka Sahara Lena padta hai.

Iske baare mein alag se Jankari prapt karni photo aap hame lybrate ke through contact kar sakte hain.

chat_icon

Ask a free question

Get FREE multiple opinions from Doctors

posted anonymously

TOP HEALTH TIPS

doctor

Book appointment with top doctors for Hair Fall treatment

View fees, clinc timings and reviews
doctor

Treatment Enquiry

Get treatment cost, find best hospital/clinics and know other details