Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Last Updated: Jan 10, 2023
BookMark
Report

Know More About Uterus Removal

Profile Image
Dr. Malvika SabharwalGynaecologist • 46 Years Exp.MBBS, DGO, F.I.C.O.G., Dipl.Endo. Surgery (USA)
lybrate_youtube

I am Dr. Malvika Sabharwal from jeevan mala hospital and apolo spectral hospital in Karol Bagh, New Delhi India.

I am gonna tell you about uterus removal. Uterus removal is a very common operation. Bht commonly isko kara jata hai k patient ata hai apko bolta hai k ji hamary ko flah flah flah problem hai or ap hamara uterus nikal dijiye. Sb sy phly to main apko btaungi kya indications hain. Chahye wo fibroid k hn, ya bleeding zyada ho rai ho. Koi fibroid nai hai per bleeding bht zyada ho rai hai ya koi changes a rhy hain. Jaisa k agr mouth of the uterus main agr koi peps pal krty hain routinely jo k karna chahye, her ek marez k liye. Ap regular apasnaol kar ry hain us main koi changes any lag jaty hain ya aisi koi bhi problem ho to patient ata hai or wo bara clear mind sy kehta hai k ji mje uterus remove krwana hai. Kbhi kbhi wo refered cases hoty hain. Ya marez ko kahein kaha jata hai or hamary pas aty hain. Q k hamary pas jo uterus removal ka tareka hai wo hai durbeen sy or ek pait khol k. pait khol kr jo karty hain, ek bara 8 centimeter, 8 inches k kareeb ek insection hota hai pait k upper or us k through hm uterus ko, us ko pakar k baher nikal k us ki puri surgery kr k as pas disconnect kr k us ko nikal dety hain. Or abdomen ko stitch kr dety hain. Laparoscopic surgery jb sy hm ny shuru kari hai. Year was 92. I think ye sb sy bara bone hai. Doctor k lye bhi, patient k lye bhi. Ek to patient friendly surgery hai. Or doctor k liye offcourse, doctor ko sekhny main thora samain zaror lgta hai,but once you have commanded the technique of Laparoscopic surgery, it is the best. It is the best for the patient and for you it’s a very affective way of taking out the uterus without any problems. Ap us ko Laparoscopicly nikalty ho or Laparoscopicly jb nikalty ho 1 din ka stay rehta hai hospital main. 1 din main mareez back to normal work hota hai. Wo ghr ja kr k, serhioyon sy charhta hai. Serhiyon par jaye, upper rahy, ghar k khanay bnaye, baheer ghumny jaye, hr roz piture dekhy, us py koi issue nai hai. Bht minimal unko btaya jata hai do’s and don’t’s. unka upper charhny main koi problem nai ati. Sirf halki phulki jo problem, sirf 2 chezain ki hm log btaty hain which Is hardly any issue. So patient is back to normal routine. Ap apny ffice dubara ja skty hain itni jaldi. Loss of working days is very less. To loss of working days jaisy e kam oty hain, aj kal apko pta hi hai, mostly ladies are working, most of the women are working today. Chahy wo ghr py, ghr ka bhi kam itna hota hai. Bachon k aj kal kitny kam hoty hain, us k ilawa office girls bht hoti hain. Jo k office ko bhi sambhalti hain or ghr ko bhi sambalti hain. Let me tell you hamary bht patients hain un ko kbhi ye problem nai I k hum uterus nikalny k bad hm ghr ka kam nai kar paye. Ya office ka kam nai kar paye. Hamary pas doctors aty hain. Dur dur sy aty hain, in fact patients are coming from dubai, London, America, Canada all over. Wo aty hain apna operation krwaty hain or 2 din k bad they are ready to go home. Because this surgery has really picked up so much k jb o dekhty hain k kitny aram sy ye kam ota hai to unko aisa koi hesitancy nai lagti. Un k roz mara ki zindagi main koi change nai ata. Unko minimalistic thory sy do’s and don’ts hoty hain which is hardly anything. And aam tor per jb hum uterus nikalty hain, jaisa k main apko dekhati hn. This is one uterus. Two tubes and two ovaries. Aj agr main uterus nikal rai hn, lady ka age hai 45, I will tell her definetly ovary tubes to ap nikal hi lijye. Ovaries jo hain, wo apko hormones deti hain. Hormones ek lady ko femerity bna k rakhti hai. Femariti sy ye bhi matlab hai, tubes ka koi aisa role nai hai per ovaries apko hormones dy k, hormones k karan apka skin, hair, heart, sb k upper us ka zor hai. So ovaries ko hum bina puchy bilkul nai nikalty. Us k lye permission lety hain tabhi nikali jati hai. Per agr uterus nikal ry hain to aam tor per hum tubes ko bhi nikal dety hain.

Thank you very much.

RELATED SPECIALITIES

chat_icon

Ask a free question

Get FREE multiple opinions from Doctors

posted anonymously
doctor

Book appointment with top doctors for Uterine Fibroids treatment

View fees, clinc timings and reviews
doctor

Treatment Enquiry

Get treatment cost, find best hospital/clinics and know other details