Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Last Updated: Jan 10, 2023
BookMark
Report

Musculoskeletal Pain

Profile Image
Dr. Anuradha SharmaPhysiotherapist • 16 Years Exp.MPT - Orthopedic Physiotherapy, BPTh/BPT
lybrate_youtube

Main DR Anuradha Sharma, "At my Physiotherapy laser clinic" se aaj bones, muscle, nerves injury pe baat kar rahe hai. Generally, humne dekha hai ki kuch reasons ki wajahs e in saari cheezo me injuries paayi jati hai. Jese Neurological disoders hote hai, spinal injury, gym, daily activities, sports etc. humare in parts ko injured karte hai. To aaj hum in injuries ko heal karne ke treatments ke baare me baat karenge.

Jo major cases hai jese ki chronic and acute injuries, Acute injury jaldio heal hojati hai jabki chronic injuries ko heal hone me time lagta hai.

Physiotherapy me bohot sare treatments hai. JO chrnic injury heal nahi hopaati hai jese ki muscular pain, wo log ek baarlaser treatmentko zarur try kare kyuki usse bohot help milti hai. Aur daily activities me bhi improvement hota hai.

Ap mujhe Lybrate ke through contact kar sakte hai physiotherapy ke liye. Aur aap treatment ke baad nromal life jee sakte hai,day to day activity enjoy kar sakte hai.

chat_icon

Ask a free question

Get FREE multiple opinions from Doctors

posted anonymously
doctor

Book appointment with top doctors for Pain treatment

View fees, clinc timings and reviews

RELATED LAB TESTS

doctor

Treatment Enquiry

Get treatment cost, find best hospital/clinics and know other details