Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Last Updated: May 25, 2023
BookMark
Report

Heart-Related Problems

Profile Image
Dr. Birinder Singh ThindCardiologist • 35 Years Exp.Ph.D Cardiology, M.D, Higher secondary
lybrate_youtube

Namaskar Doston,

My name is Dr. Birinder Singh Thind. Dil ke sabhi bimariyon ke lakshan ek hi type ke hote hain. Jaise ki sans ka fulna, chest pain, or ghabhrahat. Aksar log hopital jate hain, ECG krate hain or ye check krate hain ki unko koi dil ki bimari to nhi hai. ECG ye nhi btata ki apko heart ki koi bimari hai ya nhi. Heart ki bimariyon ko hum detect krte hain echocardiography se. Aaj hum heart ke most important part ki bat krenge. Usko valve bolte hain. 4 chamber heart ke jode hote hain valve se. Valve me leakage bhi ho skta hai.

Isko detect krne ke lia echocardiography se detect kia jata hai. Is se hum ye dekhte hain ki valve sakht hai ya leakage ho rhi hai. Ye janna islia jruri hai quki iska ilaj bhi isi pe depend krta hai. Agar valve sakht hai to time ke sath iska testing krte haian. Hum patient ko regular medications suggest krte hain. Hum try krte hain ki medicines se jitna jyada thik kia ja ske utna shi hai. Ye ek bhut hi normall and important test hai. Heart ki bhut sari bimariyan hain jo hum iske through hi detect krte hain. 10 mins bina kisi dard ke apko apki bimari ka pta chal jayega. Or shi ilaj shi time pe dia jayega.

Thank You!

In case you have a concern or query you can always consult a specialist & get answers to your questions!
chat_icon

Ask a free question

Get FREE multiple opinions from Doctors

posted anonymously
doctor

Book appointment with top doctors for Heart Attack treatment

View fees, clinc timings and reviews
doctor

Treatment Enquiry

Get treatment cost, find best hospital/clinics and know other details