Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Last Updated: Jan 10, 2023
BookMark
Report

Common Health Problems

Profile Image
Dr. Milind R. BhattHomeopathy Doctor • 33 Years Exp.Homoeopathy, BHMS
lybrate_youtube

Hi, this is Dr Milind bhatt, I am a classical homeopath, I give medicine on your nature and routine analysis. Bahut important cheez aaj bataney ja raha hoon mai ki, jo hum sochte hain whatever we think we inviting towards system, ek chota sa bacha hai jis ko sidha incubator mein dala jata hai, a new born baby is put straight into incubator toh ek naya machine faulty kyu aata hai wo kabhi prashn aaya hai hamare dimaag mein. A mother is worried ki yeh baccha aisa kaise hua the entire family is worried ke baccha aise kaise hua but jab yeh jo maa hai jab pregnant thi tab kisi ne pucha ki tum kaisi ho. Imagine incubator mein jab bachche ko rakhte hai matlab ki usko saans ki takleef aa rahi hai, difficulty in breathing kaise hota, hai uska gesture woh kahan se aaya aur mother is made to suffer during pregnancy. A pregnant lady is being tortured in tormented where she does not have any event. Aur wo jab torment kari hui jo family, ko jab samajh nahi aati hai woh chalu rakhti hai woh sab pressure karna unko toh woh aurat ka gesture bhi kaise hota hai, enough I cannot take it anymore because pati bhi nahi samajh pa raha hai, to vo jo gesture hai, enough I cannot take it anymore is transfer to the child, to the baby and the poor baby as labelled is the patient of asthma. And we have proved it similarly chota sa bacha hai paida hota hai aur usko Juvenile diabetes ka patient bola jata hai yeh baccha diabetic kaise ho gaya. We get restless when nayi sari chejey jo leke aate hain woh faulty defective nikalti hai hum wapas pahunch jaate hain dukan ke andar ki arey change karo faulty hai bhut aap kahan jaoge. A pregnant lady really wanted to share her feelings and emotions during pregnancy ki meri taste change ho raha hai, mughe ye khane ko man karta hai, mujhe woh khane ko man karta hai, but husband aur in laws aur people around they fail to understand aur ek hi shabd bolte hai isme konsa nahi maa ban rahi hai puri duniya maa ban rahi hai isme konsi nahi baat hai. She wanted to share the first kick in the ki under se ek jaise bache ki jaise laat pet mein lagti hai ek movement feel hoti hai woh share nahi kar pa rahi hai kyunki wohi cheez boli jati hai usme kya thik hai na woh sab ko hota hai yeh nahi kaun si baat hai uske liye toh nahi hai na. So all the sweet memories all the sweetness remains in the system and it transfer it gets transferred to the baby and the baby is labelled as patient of Juvenile diabetes. Bahut saree cheeze aisi hai ki hum sochte hain wohi hamare sharir mein aa jati hai aur hum ko woh disease ka patient bola jata hai. Out of the way ja ke itna out of the way jaake itna-itna kaam kar main and there was zero appreciation there was zero recognition or one find the knees ghutne hai na woh bolte hai main thak chuka hoon main abhi nahi chal sakta hoon and the poor patient starts getting pain in the knees aur jab doctor ko dikhate hai blote hain ki ghiss chuke hai arey mein itna nahi chala hoon hoon ghutne kaise ghiss gaye hai. Doctor ko nahi pata but emotional walk itna ho chukka ki ghutne ghiss chuke hai appreciation nahi ho paya aur knee replacement ko bola jata hai. When on this aspect when we give the medicine and even the doctors are surprised to see ki jo ghissey huye ghutne unki takleef khatam ho jati hai aur x-ray mein kuch nahi aata hai and the patient gets better, choti-choti stones chote-chote obstacles chote-chote entrances in life kabhi pimple ho jate hain, kabhi cyst ho jati hai, kabhi tumor ho jate hain they are nothing but the hindrances and obstacles in your life. So let us try to understand this ki agar hum kahin kisi ka accha nahi kar paye to bura karne mein nimit mat banana kyunki poora jivan unka disease avastha me nikal jata hai aur Doctor bhi sochne lagta hai ki ye rog ka ilaj kyun nahi ho pa raha hai kyunki physical jo outcome hai us pey jab treat kiya jata hai toh emotionally jo disease aapke system mein aaya hai vo kaise thik hoga. This is how I practice understanding your nature and give the medicine but kahin hum jab attak jaate hain tab dreams ke baare mein puchte hain patient kai baar aise hote hai na ki sab kuch bata sakte hain conscious level ka but ek level pe woh either nahi batana chahta aur either woh khud nahi janta ki woh kya hai toh hum dreams ke baare mein puchte hain or dreams woh aadmi jaise kaise ratta mara hota hai waise bol deta hai aur woh dreams pe bhi understand the human psychology on that aspect when we treat we can do wonders and we can do miracles.

chat_icon

Ask a free question

Get FREE multiple opinions from Doctors

posted anonymously

TOP HEALTH TIPS

doctor

Book appointment with top doctors for Bad Dreams treatment

View fees, clinc timings and reviews
doctor

Treatment Enquiry

Get treatment cost, find best hospital/clinics and know other details