Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Last Updated: Jul 23, 2022
BookMark
Report

Acne

Profile Image
Dr. Lalit KasanaHomeopathy Doctor • 12 Years Exp.BHMS, PG Diploma In Clinical Cosmetology (PGDCC), MD - Homeopathy, Post Graduation Course In Clinical Research, Post Graduate Course in Clinical Cosmetology and Aesthetic Medicine, PG DIPLOMA IN MEDICAL TRICHOLOGY
lybrate_youtube

Hello Everyone!

I am Dr. Lalit Kasana, CEO and founder of Dr. Kasana's Elegant Aesthetics, chain of 1st Indian's Homeopath Aesthetics Clinic. Aaj hum bat krenge acne ke bare me jise jigs, muhase, comedones, whiteheads, blackheads. Ye bhut common problem hai. Ye logon ko psychologically bhi disturb krta hai. Log bahar jane me bhi confident feel nhi krte hain. Aaj hum janege ki isko naturally kaise avoid kar skte hain. Or hum homeo jigs, muhase, comedones aesthetics se kaise treat kar skte hain.

Sabse pehle baat krenge acne ke reasons ke bare me. Iska major cause hai hormonal changes. Jaise hi hum adult age me aane lgte hain, hmare sebaceous gland nrmal se jyada oil produce krne lgte hain. Jo log skin care krte hain, unhe ye problem jyada efect nhi krti hai. Or agar aap thoda sa bhi dhyan nhi rkhte hain apne face ka to apke open pores close ho jate hain jisse apka sebum andar hi collect hone lgta hai or vo whiteheads me convert ho jate hain. Or agar aap usko pick kar rhen hai to vo acne me convert ho jate hain. Severe acne cystic grade 4 acne me convert ho jate hain. Or ye scars chor dete hain. Pricking of acne isko aggravate krta hai. Ab baat krenge iske treatment ke bare me.

Homeopathic sabse best treatment consider kia jata hai. Agar aap koi or treatment lete hain to us treatment ke band hone ke baad apke acne hone ke chances firse badh jate hain. Hum apke acne hone ke causes ko permanently cure krte hain. Aap soch rhe honge ki homeopath slow treatment hai. Lekin homeo aesthetics means isme chemical peels, CIT ko combine kr ke hum apko treatment dete hain. Iske results kafi ache hain. Ye ek life changing treatment hain. Apko acne prevent krne ke lia kya krna hoga?

Isme hmare dietary factors bhut matter krte hain. Apka maximum water intake sabse important hai. Subha khali peat aap jitna pani peeyenge, utna jyada apke lia acha hai. 1-1.5 litre pani apko khali peat peena chaiye. And pure din me apko 4-5 litre pani lena chaiye. Apki 50% problem is se hi cure ho jayegi. Oily and fried foods avoid kren. Aap fruits jyada khayein. Citrus fruits jyada acha rehta hai. Constipation ki problem ko overcome krne ke lia isabghol le skte hain. Iske alwa agar apko or koi quesry hai to aap mujhse Lybrate ke through contact kar skte hain.

Dhanywad!

In case you have a concern or query you can always consult a specialist & get answers to your questions!
chat_icon

Ask a free question

Get FREE multiple opinions from Doctors

posted anonymously
doctor

Book appointment with top doctors for Pimples treatment

View fees, clinc timings and reviews

RELATED LAB TESTS

doctor

Treatment Enquiry

Get treatment cost, find best hospital/clinics and know other details