Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Book Appointment
Treatment
Ask a Question
Plan my Surgery
Health Feed
Facebook Icon
Twitter Icon
Telegram Icon
Linkedin Icon
Health Query
Share
Bookmark
Report

Me ak 29 saal ka ladka hun. Pichhle 1.5 saal se me apne pait ko lekar kafi pareshan hun. Mere kuchh bhi khane ke 20-25 mint. Baad mera pait foolne lagta hai aur sine me jalan hone lagti hai, mujhe kabj, gas, acidity, sir me chakkar aana, ulti ka ji hona, ankhon me jalan hona, sharir har samay thaka-thaka rahna, kamjori mahsoos karna, sex me interest na rahna, aur ab to ghutno me bi dard rahta hai 3-4 sidiya chadhne me hi bahot pareshani hoti hai. 29 saal ki umar me budhapa sa lagta hai. Ak problem me har roj face karta hun subah toilet jane ke baad aur sham ke 5 se 6 baje ke beech me mere pait me gas banne lagti hai, pait foolne lagta hai, sir me chakkar aane lagte hai, sharir me bahot kamjori ho jati hai. Mene kai doctors ko dikhaya par kuchh aram nahi mila. Mene Dr. R. M. L. Hospital delhi, holly family delhi, aur kai jagah dikhaya par kuchh aram nahi mila, in sab me mera bahot sara paisa bhi barbad ho gaya. Mujhe abhi tak kya bimari hai iska bhi pata nahi laga hai. Agar apake paas meri is samsya ka smadhan hai to please meri help kijiye. Thank you.


2Doctors Answered
Suggestions offered by doctors on Lybrate are of advisory nature i.e., for educational and informational purposes only. Content posted on, created for, or compiled by Lybrate is not intended or designed to replace your doctor's independent judgment about any symptom, condition, or the appropriateness or risks of a procedure or treatment for a given person.

Ask a free question

Get FREE multiple opinions from Doctors

posted anonymously
Pristyn Care Banner
ic_treatment_icon
Treatment Enquiry
Get treatment costs, find best hospitals/clinics and know other details