Lybrate Logo
Get the App
For Doctors
Login/Sign-up
Book Appointment
Treatment
Ask a Question
Plan my Surgery
Health Feed
Facebook Icon
Twitter Icon
Telegram Icon
Linkedin Icon
Health Query
Share
Bookmark
Report

Sir, mai jab bhi jhuk kar koi kam karta hu, aur jab sidha khara hota hu to kamar ke thore sa upar back side me dard hota hai aur tyrant sidha khara nahi ho pata hu. Jyada der tak chair par baithne se ya jyada der tak khara rahe ya chalne par bhi dard hota hai. Pet ke bal soye rahe par yadi chhota bachha yadi pith par kud jata hai to lagta hai ki jaan hi nikal jayegi. Har do ya teen mahine me alternate karke buttock ke centre me kafi jyada pain hota hai, karwat bhi nahi badal pata hu, ek do din bad apne thik v ho jata hai, chalne v nahi pata hu. Pair me thore sa bhi movement hone se bhayanak pain hota hai. Aisa lagbhag 10 years se hai. Sir, in sabka karan kya hai aur aisa kyu hota hai? Kya treatment karu? Kitna samay lagega use thik hone me? Isase bahut bahut pateshan hu, please sir, guide.


1Doctor Answered
Suggestions offered by doctors on Lybrate are of advisory nature i.e., for educational and informational purposes only. Content posted on, created for, or compiled by Lybrate is not intended or designed to replace your doctor's independent judgment about any symptom, condition, or the appropriateness or risks of a procedure or treatment for a given person.
book_appt_icon
Book appointment with top doctors for Back Pain treatment
View fees, clinic timings and reviews

Ask a free question

Get FREE multiple opinions from Doctors

posted anonymously
Pristyn Care Banner
ic_treatment_icon
Treatment Enquiry
Get treatment costs, find best hospitals/clinics and know other details